Friday, September 18, 2009

Shabd kosh

chapak chapak dubuk dubuk
hudup hudup gudum gudum
tabun tabun sulup sulup
lagul lagul tuduk tuduk
Yeh shadb saare aise hai,
kya batau mein kaise hai.
Inka matlab na kisine jaana,
par jab likhna ho accha gaana
kavita ya kissa purana
karna padta hai inka upyog.
In words bina aisa lagta hai
Jaise kavita ko ho gayi ho
koi bhayankar rog.

No comments:

Post a Comment