kaun hoon main...
kaun hoon main...
na main koi akka,
na koi bhuna hua makka,
na main bhushan,
na main koi pradushan,
na main koi avinoton,
na anti virus Norton,
na main vicky loan,
na koi MTNL ya Vodafone,
kya aircel ka kharab network hoon main?
kaun hoon main...
kaun hoon main...
na main koi maggi,
na scooby doo ka sheggi,
na main chirag,
na dhande ki raag,
na main koi khemani,
na bottal wiskey purani,
na main aabba,
na kailash ka dhaba,
Kya mung ki baasi dal hoon main?
kaun hoon main...
kaun hoon main...
na main ye hindi,
na kavi koi chindi,
na main koi anju,
na kisi ka beeta sanjuuuu,
na main anna,
na kisi khet ka gaana,
na main bulla,
na raas gulla,
kya laddu par makhhi ki laash hoon main?
kaun hoon main...
kaun hoon main...
na main amit patel,
na episode of ducktale,
na main pooja,
na aadmi koi dujja,
na main koi tina,
na main kambakht kareena,
kya Saif ke haath ka tatoo hoon main...
Kya xa** hoon main... kya xa** hoon main
Tuesday, September 15, 2009
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment