Pachaas flop filme karke usko sharam nahi aayi
Party mein bin bulaaye jata hai pehan ke tie,
Aise log actors kyun bante hai
I don’t know Why? I don’t Know Why?
Ladkiyon se chipakne mein usse aata nahi shy
Daabake khata hai fruits woh dry
7 star mein jaake peeta hai chai
I don’t know Why? I don’t know Why?
2 Kaudiyon ka actor hai woh
Chaar paise ka kaam aata nahi usko
Fir bhi laakhon mein hai uski kamaaye
I don’t know Why? I don’t know Why?
No comments:
Post a Comment