yeh apki sarkar hai...
kuch dekho toh ye haal hai...
naach na jane angan tedha...
producers ko banaya tune yeda...
bhoot ka raag tune cheda...
shana bankar khata hai peda...
yeh apki sarkar hai...
kuch dekho toh yeh haal hai...
Ab darna zaruri hai...
kyuki faltu teri story hai...
audience main nafrat ki aag hai...
kya kare hum tu agyaat hai...
yeh apki sarkar hai...
kuch dekho toh yeh haal hai...
Andho ka vision tu...
start ka conclusion tu...
south ka fusion tu...
bolly tolly ka confusion tu...
sar par badnami ka taj hai...
isliye yeh haal hai...
yeh apki sarkar hai...
kuch dekho toh yeh haal hai...
cinema mein anticipation hai...
ki kab interval session hai...
kutte ki taraha bhagte hai...
aisa kya frustration hai...
teri iss kahani ka end nahi hai bhai...
yeh apki sarkar hai...
kuch dekho toh yeh haal hai...
Ab battao apka kya khayal hai?
Wednesday, September 16, 2009
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment